@iamkailashdeva: Everyone Thought This Brave Dog Was Gone Forever 😱... . . Is dog ne 11 coyotes se akele muqaabla karke apni bhedon ki jaan bachayi… lekin is ladai ke baad woh achanak gayab ho gaya. Do din tak kisi ko nahi pata tha ki woh zinda bhi hai ya nahi! 🥺🐕 2022 mein America ke ek farm par 11 coyotes ne bhedon par hamla kar diya. Lekin Casper naam ka guard dog unke saamne deewar bankar khada ho gaya. Woh lagataar 30 minutes tak unse ladta raha aur unhe bhedon tak nahi pahunchne diya. #S#ShortsC#CasperTheDogH#HeroDogA#AnimalStoryInspiringStory