@poetry_writes_06: جمعہ کل ہے، پتہ نہیں نصیب ہو یا نہ ہو۔۔۔۔۔۔؟🥺💔 Jummah Kal Hai Pata Nahi Humein Naseeb Ho Ya Na Ho 🥺 To Kyun Na Aaj Hi Allah Ki Bargah Mein Dua Kar Lein 🤲 Ya Allah Hum Gunah Gaar Tere Samne Haath Uthaye Baithe Hain 😭 Humari Ghaltiyon Ko Maaf Farma, Humari Khataon Par Parda Daal De 🤲❤️ Humari Wajah Se Kisi Ka Dil Toota Ho To Humein Maaf Farma 🥀 Humein Roza E Rasool ﷺ Ki Ziyarat Naseeb Farma 🕋 Tamam Pareshan Haal Logon Ki Pareshaniyan Door Farma 🤲 Aur Humare Gharon Mein Barkatein Nazil Farma ✨ Ameen Ya Rabbul Aalameen 🤲 #Jummah #JummahMubarak #Dua #Allah #KhamoshUrdu @لفظوں کی محفل💔