ji Bhai aisa hai yah Jo faislabad mein Anarkali bajar hai na bhai udhar Jo log jo ab ladke vah unhone dukaanon ke bahar fatte lagaye hue hain na bhai vah aane jaane wali ab ladkiyon ke sath na तरह-तरह ki awaaz mein lagate Hain meherbani unke Jo fate hai na unko please please yah dukaanon ke andar karvaya jaaye is Sena bahut badi logon ki pareshani dur ho jayegi bhai koi baap apni beti ke Sath gujarta hai ya FIR balda apni family ke sath jaati hai vah तरह-तरह ki awaaz mein kahate Hain bhai yah baten
2026-11-20 01:54:30
0
Sajid Majeed :
😂😂😂
2026-11-19 19:20:18
0
To see more videos from user @aurangzaib_journalist, please go to the Tikwm
homepage.