@iamkailashdeva: The Boy Nobody Accepted Became a Hero to Thousands 😱... . Paida hone ke sirf 36 ghante baad is bachche ke parents ne use chhod diya… lekin bade hokar isi bachche ne hazaaron logon ki zindagi badal di! ❤️ Jono Lancaster, Treacher Collins Syndrome ke saath paida hua tha, jiski wajah se uske chehre ki haddiyan alag tarah se develop hui thi. Uske birth parents ne use hospital mein hi chhod diya, lekin Jean naam ki ek woman ne use apnaya aur baad mein officially adopt bhi kar liya. #S#ShortsJ#JonoLancasterI#InspiringStoryL#LoveMeLoveMyFaceHumanity