@meesamwritess: یوں بھی نہیں کہ ذہنی بیمار ہوں میں فقط اس جہاں سے بیزار ہوں میں اہلِ عقل سے ملتی نہیں طبعیت مری لوگ سمجھتے ہیں شاید بیمار ہوں میں Yun Bhi Nahi Ke Zehni Beemar Hoon Main Faqat Is Jahaan Se Bezaar Hoon Main Ahl-e-Aqal Se Milti Nahi Tabiyat Meri Log Samajhte Hain Shayad Beemar Hoon Main #meesamwrites #meesam_writes #meesamwritespoetry