@silengirl48: College ka Funfair aur humari full masti 🎡🔥 > Aaj ka din sach me unforgettable tha! Doston ke sath ghumna, stalls pe khana, games khelna, photos lena aur bina wajah hasna 😂❤️ > Parhai se break le kar jab aise din aate hain na, to pata chalta hai college life kitni pyari hai ✨ > Ye video un sab yaadon ke liye hai jo hum kabhi nahi bhoolenge 🥹💕 > #funfair #collegefunfair #collegelife #bestday #memories