@tikkhi.mirchh: #foryou #fyppppppppppppppppppppppp #darenijaat #viral #arydigital

eman.
eman.
Open In TikTok:
Region: PK
Saturday 21 November 2026 08:34:39 GMT
97841
8669
41
716

Music

Download

Comments

noorequran284
Noor e Quran :
Ya Allah, duniya mein jitni bhi betiyan hain, har beti ke naseeb khoobsurat bana de. Har beti ko apni hifz-o-amaan mein rakh, uski izzat, haya, imaan aur waqar ki hifazat farma. Ya Rabb, jin betiyon ke sar par walidain ka saya hai, unke walidain ki aankhon ki thandak bana, aur jin betiyon ke walidain is duniya mein nahi rahe, Tu unka wali, madadgaar aur sahara ban ja. Ya Allah, kisi bhi beti ko mohabbat ki talaash mein apni izzat, apna sukoon aur apni pehchaan khona na pade. Unhein aise logon ki mohabbat naseeb farma jo unki qadr karein, unka ehtram karein aur unhein Tere qareeb karein. Har beti ko ghalat faislon, dhoke, buri sohbat aur gumraahi ke raaston se mehfooz farma. Unke dilon ko hidayat ke noor se roshan kar, unhein sahi aur ghalat ki pehchaan ata farma. Ya Allah, har beti ko nek naseeb, paak mohabbat, izzat wala rishta, sukoon bhara ghar aur roshan mustaqbil ata farma. Unki khamosh duaein sun le, unke dilon ke chhupe dard jaanta hai, unki har pareshani ko aasani mein badal de. Kisi beti ko duniya ke saamne majboor aur beqadr na hone dena. Ya Allah, har beti ko itna khoobsurat naseeb ata farma ke uski zindagi Teri rehmat, mohabbat aur barkaton ki gawah ban jaye. Ameen Ya Rabbul Aalameen. ❤️🤲 🥺🥺🥺
2026-11-21 12:00:29
75
mohammedsajid717
🫀کیوں زندگی سے تو اتنا خفا😞 :
But I still don't understand one thing: who is unfaithful? Is it a girl or a boy? Every person is right in their own place. But I still can't decide who is unfaithful. Maybe they are all for a reason.
2026-11-22 09:21:25
0
mahnoor__fatimaaa
Mahnoor Fatima :
Uff umerah ahmed the writer that you are 🤌🏻🔥
2026-11-21 16:11:13
22
fareezafatima
ifrezafatima :
is dramay mein larkion ka Liye bht sabaq hai agar woh smjhna chaheye
2026-11-22 12:33:12
3
ayeshagulaashoo
Ayesha gul💕 :
100000% right
2026-11-22 10:37:14
0
lahorian.lahorian
🦢🧸𝕃ꪋℎ𝒐ŕīꪋn🦢🧸 :
[Perfect score]amm hi nuksan zyada krty Hain.
2026-11-21 19:15:05
3
minhulohar
minha :
ji maine b yahi kia tha, hum girls hoti hi asy bewaf hn, duniya k liye aam sy dekhne wly ko aghr hum girls unko khas samj ly to hum apni jan b dy dyti hn,baldy mai hume sune ko milta h k,yh mere sy itni free hoti h to dusry larko sy kitni free hoti hoge
2026-11-21 16:35:36
9
shasha_only3
☆𐌀𐌙𐌄ش𐌀♡~ :
hr insan hi Aam hota h bs hmari Mohabbat usy khas bna dti h or wo pta ni khud ko kia smjhny lgta h
2026-11-21 16:59:02
16
alezy068
💫Gull_Noor💫 :
بخشا تھا حسن تمھیں ہماری ان آنکھوں نے،، ہم لے کے آئیں تھے تمھیں مقام غرور تک!! 😏😏
2026-11-22 08:19:29
3
udaas_queen
😥ماں تیری لاڈلی بکھر گئی ہے💔 :
سہی کہا 🥺
2026-11-22 09:09:48
0
its.me.milli
Maلaika🌸 :
huhhh 🫠
2026-11-21 16:35:29
4
user5910552943219
🫠❤️🤍🫠 :
ہاں نہ جی
2026-11-22 13:31:59
0
hayatti1233
ح :
Captain?
2026-11-21 17:26:34
2
googletiktok175
⛄ :
amin
2026-11-22 11:03:45
0
missbaddie37
miss baddie 💅 :
🌚
2026-11-21 09:59:12
4
mohammedsajid717
🫀کیوں زندگی سے تو اتنا خفا😞 :
hamari zandgi bahat khoobsurt chal rahi hoti hay lican ek ansan hamari zandgi min khud ata hay or ham is ko samzte hen dan min jagah dite hen bat ek waqat ke bad wah kahata hay kah yaar hamin ap se behtar mal gaya hay hamara ap se dal bhar gaya hay majhe nihen malom lican min ji raha hon min ne apani ankhon se apani zandgi ka akhari sorj dobata hawa dekha hay min samzta tha kah ya duniya chhod sakti hay lican majhe nihen bat ek waqat aya kah is ne majhe chhod diya
2026-11-22 09:18:45
0
.queen6650
✧:𝄞queen⋆⃝🎀 ✿♡ :
2026-11-22 10:08:16
0
mohammedsajid717
🫀کیوں زندگی سے تو اتنا خفا😞 :
raston ko khubsurat yaad ki tarah sambhal k rakh laina chahiye... sab yahan akeelay aye aur akelay he jayain gay.. es liye agay bharty rahain apni zindagi ki akhri manzil tak....
2026-11-22 09:15:28
0
amal.51u
Amal :
Kash har lrrki saak hasl kray
2026-11-22 09:31:56
0
mrboombastic455
🥹 :
@☆ @🐾 wo tu aik aaam sa larka tha main ney hi khas bnaa diya👏🏻well said
2026-11-21 15:08:27
6
coconut__girl
𝓘𝓛𝓸𝓿𝓮𝓜𝔂𝓼𝓮𝓵𝓯🤍 :
@𝐔𝐠𝐥𝐲 🐼🫧
2026-11-22 18:00:50
1
anayaa3070
anayaa :
🖤
2026-11-22 02:11:52
3
jerri_aesthetic_angel
Jerrii__Mirza81 :
@Mirza Ahmar 🙃
2026-11-21 15:56:40
3
papa__ki__sherni12
@Papa___ki___sherni🖤 :
🥲
2026-11-21 19:21:53
1
To see more videos from user @tikkhi.mirchh, please go to the Tikwm homepage.

Other Videos


About