@faiza_rajpoot22: Kuch waqt zindagi mein aise hote hain jinhein alfaaz mein bayan karna bohat mushkil hota hai. 💔 Apne dil ke tukray ko khud se door karna, unhein kisi aur ke hawalay karna aur phir muskurate hue sab kuch bardasht karna, shayad zindagi ke sab se mushkil lamhon mein se ek hota hai. 😢❤️ Allah Pak har behan aur beti ke naseeb achay karein, unki zindagi khushiyon, mohabbat aur sukoon se bhar dein. 🤲🌸 Aur meri behan ke naseeb bhi bohat khoobsurat karein. Ameen Sum Ameen. ❤️🧿 #gujrat #faiza_rajpoot22 #fypシ゚viral🖤tiktok #viewတေရှယ်ကျ #sisterwedding