@theusamaali: Hassan Nawaz Ki Zabardast Fifty! 🔥🇵🇰 Asia Rising Stars - Pakistan vs India Doha, Qatar Kya batting ki hai larkay ne! 💪 Pura Ground khara ho kar taaliyan baja raha tha! Hassan Nawaz ko 10 mein se kitne number doge? 👇 #HassanNawaz #Fifty #AsiaRisingStars #PakVsInd #PakistanCricket