Humne jo ki thi mohabbat aaj bhi hai
Teri zulfo ke saaye ki chahat aaj bhi hai
Raat kat ti hai aaj bhi khayalo me tere
Deewano si woh meri halat aaj bhi hai
Kisi aur ke tasawwur ko uthti nai,
Beimaan aankho me thodi si sharafat aaj bhi hai
Chah ke ek baar chahe fir chorh dena tu
Dil torh tujhe jaane ki ijaazat aaj bhi hai.
2026-11-23 04:53:54
0
To see more videos from user @meenakhan0122, please go to the Tikwm
homepage.