@honghanquoc81:

ĐIỆN THOẠI THUÝ HỒNG
ĐIỆN THOẠI THUÝ HỒNG
Open In TikTok:
Region: KR
Monday 23 November 2026 07:46:59 GMT
112
3
0
0

Music

Download

Comments

There are no more comments for this video.
To see more videos from user @honghanquoc81, please go to the Tikwm homepage.

Other Videos

Bachpan se ek sawaal andar pada hai... kisi ko bataya nahi... log pagal samjhenge. Main 'MAIN' hi kyun hoon? Mera janam kisi aur shareer mein kyun nahi hua? Raat ke sapne mein sau log hote hain dost, ajnabi, dushman. Lekin sabko bana raha hota hai EK dimaag. Har chehra tu... aur kisi chehre ko khabar nahi. Ab soch ki kya ho agar ye jaagti duniya bhi waisi ho? Ek hi dekhne waala...karodo aankhon se jhaank raha ho. Isliye shayad kisi ko rulaane ke baad raat ko apne hi seene pe bojh utarta hai. Chot doosri khidki pe maari thi... dard apne kamre mein aaya. Ye sach hai ya nahi ye koi nahi jaanta. Lekin ek din maan ke dekho... phir kisi ajnabi se nafrat karke dikhao. Nahi kar paoge. Kyunki saamne waali aankh mein... shayad tum hi ho. #consciousness #existential thoughts ...#fypシ゚ #viralvideotiktok #viralvideotiktok  Bachpan se ek sawaal andar pada hai... kisi ko bataya nahi... log pagal samjhenge. Main 'MAIN' hi kyun hoon? Mera janam kisi aur shareer mein kyun nahi hua? Raat ke sapne mein sau log hote hain dost, ajnabi, dushman. Lekin sabko bana raha hota hai EK dimaag. Har chehra tu... aur kisi chehre ko khabar nahi. Ab soch ki kya ho agar ye jaagti duniya bhi waisi ho? Ek hi dekhne waala...karodo aankhon se jhaank raha ho. Isliye shayad kisi ko rulaane ke baad raat ko apne hi seene pe bojh utarta hai. Chot doosri khidki pe maari thi... dard apne kamre mein aaya. Ye sach hai ya nahi ye koi nahi jaanta. Lekin ek din maan ke dekho... phir kisi ajnabi se nafrat karke dikhao. Nahi kar paoge. Kyunki saamne waali aankh mein... shayad tum hi ho.   thoughts ...

About