@hackhub8: Agar aapki qameez ka gala zyada bara ho gaya hai to is easy sewing trick se aap ghar baithe asani se gale ko chota kar sakte hain. Is simple silai technique se gale ko beautiful design bhi milega aur andar bahar dono taraf se finishing bhi saaf aur perfect hogi. Is easy stitching hack ko zaroor try karein. Video pasand aaye to Like, Share aur Save karna na bhoolen! #QameezGala #NeckDesign #SewingHacks #EasyStitching #SilaiTips