@twoheartsone.journey: PEER-E-KAMIL FINAL EPISODE 😭❤️ | Salar Aur Imama Ka Safar Khatam! Ek safar jo sirf mohabbat ka nahi, balkay haqeeqat, yaqeen aur hidayat ki talash ka tha. Salar ki zindagi badal gayi, Imama apne yaqeen par qaim rahi. Lekin kya Salar ko woh sukoon mil gaya jiski usay talash thi? Aapko PEER-E-KAMIL ka yeh safar kaisa laga? ❤️ THE END #PeerEKamil #SalarSikander #ImamaHashim #PakistaniDrama #UrduNovel