@muha_ali_a: #creatorsearchinsights #islammeaning Hum Puraman Jadd-o-Jehad Kar Rahe Hain Aur Adam Tashaddud Ke Falsafe Par Gamzan Hain. Hum Apni Janain To De Sakte Hain, Lekin Kisi Ki Jan Nahi Lenge. Hamare Karkunan Jo Is Sardi Mein Yahan Khare Hain Aur Unhon Ne Hamare Sath Jis Yakjehti Ka Izhar Kiya Hai, Hum Unhein Aik Martaba Phir Yeh Yaqeen Dilate Hain Ke Aap Se Pehle Hum Qurbani Dein Ge. Maulana Asjad Mahmood Ki Rehai Ke Baad Media Se Guftagu #unfreezemyaccountplz🙏🙏 #molanafazalurrehman #jmiat