@rooh_e_yaram069: The ones who get jealous or triggered by my videos will be the ones talking the most nonsense. 💅🏻 I do not need anyone’s opinion. I know my worth and I do what I want. 👑🔥 #1milionaudition #viral #fyp #unfrezzmyaccount #100k
Qais kambeer mason tha us k sath bura Kiya gaya
wo bura na bnta agar y duniya us k sath achi Hoti
2026-11-29 11:57:41
1
💞KHNAAM 💞 :
مجھے تو یقین ہی نہیں اتا کے قیس بے کسی کا 💞نا پسندیدہ کریکٹر ہو سکتا ہے
2026-11-29 11:12:31
10
Meerab official :
zanya zalim or sand Dil thee
agar kais se muhabbat Hoti use to Kabi move on na kar pate Lakin use kais se Mohabbat Nahi thee 🥺😢
2026-11-29 11:12:59
7
𐙚Ɇǥøɨsŧɨᶜ᭄𝐐𝐀𝐈𝐒•⟵̠̽͢⪼⃝💀👅 :
thank you for this video ✨😩
2026-11-29 11:32:24
2
...👻... :
Yaha sirf larai hi hogi jo qais ko passand krtaa wo qais ka sth da gaa orr jo zeeniya ko wo uska tu ya srrf larai hi hogi jisa jo passand hai wo kare orr glt dono ka sth howa kisi aikka sth nhi lekin kisi aikki glti ko hi bar bar kehna glt hai🥺
2026-11-29 12:07:31
1
novel zadi 🫶🏻🥹🫠💐 :
🥺🥺🥺🥺🥺 qais kmabeer 🥺🥺🥺🥺🥺🥺🥺🥺🥺
2026-11-29 10:47:06
4
𝘈𝘮𝘮𝘢𝘳𝘢𓂃˖ ࣪⊹ :
yes, he was a grey character , he was toxic BUT zeeniya was his soulmate, she was as toxic as him.
2026-11-29 10:12:20
5
𝑧𝑎ℎ𝑟𝑎 𝑚𝑎𝑙𝑖𝑘 :
بلکل اور لوگ کہتے ہیں اس نے معاف نہیں کیا ۔کیا زینیا معاف کر دیتی تھی ۔😖😢🤧🥹
2026-11-29 09:13:24
10
novelistic girl :
i agree with you that character who writer also love how readers can hate him btw i love him
2026-11-29 09:39:40
3
Fatima 🖤 :
correct 💯
2026-11-29 08:51:14
6
unknown :
2026-11-29 11:23:15
2
Dalgran Dalgrana :
wo galat ni tha hn m mnati hun tha par wo to ni tha
jab m QAIS ki ghaltiyoun ko manti hun to dil nafi krta h ma uski ghalti ni manti or na man rhi hun agr manu to dil hurt hota h kiyoun ky mujahy QAIS say ishq h or ashiq kabhi mashuq ko ruswa ni krty
2026-11-29 12:07:46
0
(♡👑MEHRAN GULLI KING👑♡) :
Novel zadiyoo Tum logo ko PATA he 😳
Qais zinda he mere Liye
bataoo
Q ?
🤌🤌🤌 QK mey abi bismil par Rahi hooo
2026-11-29 12:07:49
0
عمر جانہگیر🌷 :
2026-11-29 12:08:07
0
ᥫ᭡፝֟፝ 𝗔𝗹𝘀𝗮 ❤ :
This is exactly what we want to say hater's 🤨🙄☹️🤧
2026-11-29 09:52:02
5
امامہ ہاشم :
ہمیشہ قیس ہی کیوں ہر بار اسے ہی کٹھہرے میں کھڑا کیا جائے
2026-11-29 09:38:48
7
سوچ-شور :
Qais ne gunah kiya tha
zeeniya NE kabhi na mehram ko hath ni lagane diya usne Mehdi ko bi tab hi hath pakarne ki ijazat di jab wo uska mehram tha lekin qais ne uske balo ko aur hath pakre zabardasti zeeniya NE kaha bi tha ke Tum na mehram ho tumhara hath lagana napak hai lekin wo akhir tak uske Piche prha Raha . wo Balochistan ki un rawayat ko manta tha jis mein aurat ko paida hote hi Kisi ke Naam kar diya jata hai aur use kaha jata hai ke Zindagi bhar us mard ka intezar kro aur agar na kre to qais jirge mein saza sunaye Kya ye Islam hai ?
usne zeeniya par badkari ke ilzam lagaye Allah ne Quran mein aurat ko do bar tasali di aik bar ilzam ke dar ki waja se di Hazrat Ayesha s.a par jab aisa ilzam Laga to Allah ne ayat nazil farmayi .
Kya aik aurat itni be kimat hai ke us per ilzam Laga Skte ya phir jirge mein uska faisla kre
Kya aurat ka apni Zindagi par koi Haq ni ?
mein ap ko target ni kr Raha muje negative reply mat dijiye ga agar answer na aye to parh kr chor Dena Mera comment
2026-11-29 08:58:05
0
To see more videos from user @rooh_e_yaram069, please go to the Tikwm
homepage.