🥺sari dunya ki thokrein khany dhoky khany k bad inhein khud sy karny wali mhbt yad a jati nai apnana chahye tha larki ko jab usky liye Jan deti the tab ye apna mtlab poora kar k Kisi or k hawaly kar k Chala gyaa😔kabhi maf nai karna chahye apna Dil torny walon ko aziyatein deny k bad inhein ehsas hota 🥺
2026-11-07 09:28:29
93
smn . :
alya kdr gai.?
2026-11-13 03:26:34
4
Yusra Hamza :
in ki shadi ho Gai thi????
2026-10-31 10:30:44
8
The Charming Bling :
@The Charming Bling: Chammi aur jameel ki shaadi hojayegi. Aliya ko lagta tha k Safdar abhi b honest hai pehle jaisa. Pyaar ko value karta hai. Lekin Safdar change hojata hai paisa kamanay k baad k paisa hi power hai. Aur aliya ko woh paison ki wajah se khush rakhay ga. Lekin Aaliya ko safdar main ek typical sirf paisa kamanay wala insaan nazar ata hai. Woh safdar nai jo paisa kamanay se pehle howa karta tha. Toh Aliya safdar se shaadi nai karti. Education complete karti hai aur independent hoti hai. Aaliya nay kabhi shaadi ki k nahi ki woh novel aur drama main nai bataya.