bhot shukria bhai ap is tra awaz uthty hain ALLAH pak apko iski jaza dain but is tra k content band hony chaheay or is tra k logo ko sahat sahat saza deni chaheay yeh hamra islami mulk hai kal ko hum sub ny iska jwb ALLAH ko dena hai is liay sub haq k liay awaz uthy JazakalALLAH