@ranaudmqa6b: 🥹❤️ Dada dadi ka pyar, bachon ki muskurahat aur Makkah ki roohani fiza… Ya Allah, hamare buzurgon ka saya salamat rakh aur har family ko apne ghar ki ziyarat naseeb farma. 🕋🤲 Ameen ❤️ #Makkah #Kaaba #MakkahMukarramah #FamilyLove #DadaDadi