@zubair.smart.tip.2: ⚠️ Iqbal Day ke mauqe par Wazir-e-Azam ke naam se FREE SCHEME ka fake message viral ho raha hai! 😱 Is suspicious link par click karne se aapka personal data risk mein aa sakta hai. 🙏 Apna khayal rakhein, apne doston aur family ko bhi is fake link se bachayein. ❤️ Is video ko apni family aur zyada se zyada logon ke saath SHARE karein, taake sab log aware ho sakein. 📢 Like, Comment & Share karein aur 100K Followers complete karwane mein support karein! 📌 This video is for educational and awareness purposes only. #IqbalDay #ScamAlert #FakeScheme #CyberSecurity #OnlineSafety